chapter 5

331 18 2
                                    

At night salar came home late,His dad was sleeping and Izna was sitting waiting for him.
As soon as salar entered the door,She stood up and said
"Kahan se arahay ho or tum ne Minha se shaadi se inkaar kyun kiya???"
"Ap ko kiya mein jahan marzi se ao aur hasn Minha se shaadi se mein ne kyun inkaar kiya wo mein dad ko bata choka hoon" he said while going up the stairs and eventually turned back and continued "Ap ne pocha tha k mein  kahan se araha hoon tou mein apni honi wali wife ko propose krnay gaya tha,IS THAT OKAY ......"
Izna became furious and whispered bad words for him
He was laying on his bed thinking about what aizal said and was planning about the future like he tought what will happen next he picked up his phone and texted aizal hi
After a few minutes she replied with hi the conversation started he asked him that when would they meet she replied whenever you want he texted back let's meet Tommorow she didn't replied but after a moment she wrote nahi kal mein busy hoon
Salar felt uncomfortable and stood up messaging kya huva
She replied kuch nahi bas kal ek surgery hai tou bas uss mein busy hoon or bohat important hai humaray boss ki wife ki surgery hai
Ok theek hai chalo ab mein so nay laga hoon goodnight
She replied good night 2 u too
.....

Next day approximately at 5
Salar called Aizal.she picked up the phone and he said "neechay ajao mein tumhara wait kar raha hoon "
In answer to which aizal shockly replied "neechay mein kaam kar rahi hoon abhi nahi a sakti "
Salar disappointly said "theek hai mein wait kr leta hoon free hojao tou ajana"
She replied "lekin salar "he interrupted "mujhe nahi pata beshak raat ko 1 bajay hi kyun na ao mein tab tak bahir wait krlo ga meri mohabbat mazeed intezar nahi krskti ,tum par depend karta hai ya tou tum ajao ya tumhara ranjha darwazy pr dastak detay detay thak jai ga" And he hung the call
"Ufffffffffff yeh larkay apni mohabbat k ilwa kuch dekhta hi nahi hai ab kya kro waisay surgery tou hogi hai chali jao???"
After a couple of minutes Aizal went down and salar was waiting for her sitting on his heavy bike
"I knew it tum ao gi"he said "betho "
"Hum iss py jai gay "she questioned
"Kyun kya huva dar lagta hai??"he questioned again
"Nahi bilkul nahi wo as a doctor mein bike par Beth na suggest nahi krti pata hai.... woh bohat saray young log accident k waja se mar jatay hain tou bas ..."She replied him
"Hmmm hota hoga aisa lekin ek secret batata hoon suno gi"he said
She was standing near a wall he bended towards her and said will making an eye contact "lekin kisi ko batana nahi ok "he flirtedly said
"Peechay hokr khatay hoon plz "she gestured him
"Shhhhh baat tou sun lo "he said while looking at her tensed face "pata mujhe heavy bikes chalanay ka kitna shok hai jab mein 17 ka tha tab se abhi tak har saal bike ride competition mein hisa leta hoon "
"Salar apne jo krna hai karay yeh meri gadi ki chabi hai yeh lain (while holding his hand and putting it into it )or thora peechay hatay (while pushing him backwards)"she replied
He flirtedly laughed and hold her hand and said  "Hum iss par hi Jy gay bas tumhe meri mohabbat ki kasam or yeh chabi nahi chahiye iss chabi ki malik chahiye "
"Theek hai lekin promise karay Ahista chalay gai "she said making puppy dog eyes.
"OK (while coming closer and moving his hand towards her face ),tumhari kasam "he again flirted
"OK OK chalay (she moved towards his bike )"she awkwardly moved away
He sits on his bike Aizal afraid ly  sits
He starts the bike and aizal shouts
"Ahista !!!"
Salar awkwardly looks back and says "abhi mein ne bike start nahi ki "
She feels a bit shame
"Salar ap mujhe giray gy tou nahi "she questioned
He looked back making a face like <>what you r so irritating <>
He starts the bike after a couple of moments aizal feels OK
.....
They were sitting together at a coffee shop
Aizal and salar were talking about themselves
Aizal takes a sip of coffee and says"kitni buri hai yeh is se achi tou mein bana sakti hoon "
"Acha,tum itni achi coffee banati ho phir agli meeting meray ghar par Tum mujhe coffee bana kr do gi ??" Salar asked her
"Sure why not ofcourse salar mein chahti hoon k kuch bhi krnay se pehlay tum meray parents se mil lo mein ne un ko tumharay baray mein bataya hai lekin wo chah rahay thy k agar tum un se mil lo tou "she said
"OK mijhe koi itraaz nahi hai balkay mein tou kehta hoon abhi chaltay hain "he stood up paying the bill
"ABHI???"Aizal questioned
"Haan dekho aizal mein iss shadi mein kisi kisam ki dair nahi krna chahta mein chahta hoon k bas aj mein tum se milo or kal hamari shadi hojai mein mazeed tumharay bagair nahi rah skta "he tensly said
"Salar ek baat pocho kahin aisa tou nahi k ap kisi wakti zaroraat k  liye yeh shadi kar rahi hain???"She questioned
He became a bit tensed and replied "nahi offcourse not tumhe mujh par yakeen nahi hai tou basit se poch lo wo tou mera Bachpan ka dost hai"
" tou kahi ap mujh se kisi ko jealous krnay k liye tou shaadi nahi kr rahay???"She again questioned
"Yaar nahi mujhe larkiyo se bohat nafrat hai(she awkwardly looks him)haan mujhe Bachpan se larkiya bohat buri lagti hai meri mom mujhe chod kar chali gai thi tab se aj tak koi larki pasand nahi ai lekin tumhe dekha tou laga k tum se pyar honay lag gaya hai or mujhe laga k tum se Acha koi nahi tumhe mujh par bharosa nahi hai tou yeh mera phone ly lo tum check krlo tum pori tasali kr lo"he replied
"Aisi koi baat nahi hai agar trust na hota tou mein ap k sath kyun ati batay mein sirf yeh keh rahi hoon k meri ek hi life hai or mein nahi chahti k koi uss ko barbaad kr dy mein ne bohat se stories mein Parha hai k larkay larkiyo ko istamal krny k bad chod detay hain "she said
He became furious and said  "mein ja raha hoon jab tumhe tasali hojai k mein tum se mohabbat krta hoon tum se shadi krna chahta hoon tu mujhe call kr lena"
"Nahi hum mama baba k pas chaltay hain"she tensly replied
"As u wish "he replied
....
(At aizals home )
Salar was sitting with her parents and aizal was standing near a chair
"Tou kya kartay ho??"aizals father asked salar
"Artist hoon drawings karta hoon" salar replied
"Acha or mujhe kya gurrante hai k meri beti ko ek artist khush rakh skta hai mein ek lawyer hoon or meri beti ek doctor yahan artist ki koi value nahi hai"His father Said in a soft tone
"Jee mein apki baat bohat achay se samjh ta hoon as a father yeh aab pochna ap ka haq hai lekin mein ek artist honay k sath ek businessman ka beta hoon ap ne salauddin industries ka naam tou suna hoga wo meray baba ki hai"salar replied
"Acha tou tum un k betay ho,(he leaned a bit )agar tum itnay ameer ho tumhe itni larkiya mil Jy gi meri beti hi kyun ??"her father questioned.
Aizal looked towards salar
"Uncle ab mein ap kay samnay love confession thori na kr skta hoon "he shyly said looking downwards"mujhe aizal sab larkiyo se mukhtalif lagi iss liye mein ne apnay liye aizal ka inthekab kiya "
"Theek hai I accept this proposal mujhe yeh banda pasand aya Baki aizal ki marzi "he stood up (Meanwhile salar stood up in respect)he put her hand on his head "khush raho"
He moved towards aizal and whispered loudly in her ear "yeh larka meray damad ban skta hai"she smiled
Salar got a call he left after greeting everyone
......
At night aizal msg him kaisay hain baba k damad
He read the msg from his home screen and ignored it and went to sleep

__________________________________________________________________

Chapter 5 ended

What do u guys think will happen next??
Comment below your thoughts
Follow me 
Chp 6 will be uploaded soon

Please guys check my other novel hope you find it exciting to





qalb e ulfat Where stories live. Discover now