chapter 23

193 12 5
                                    

after a few hours misha was discharged from the hospital
basit and misha went to there house.
(few days there was no meetup between salar and basit but aizal and misha used to call each other)
one day salar went to aizals hospital uninformed
he went to the reception
" Dr aizal?? Kon SE room mein Hain"
" AP kon??" the receptionist questioned
" un ka husband salar" he replied
" AP room number 7 mein chalay jaye mein dr aizal ko inform kr deti hoon" she responded
" nhi nhi AP un SE kahiye ga k patient aya hai" salar told her
"ok sir" she replied.
he went to aizals room to meet her.
aizal was sitting (her chair was turned backwards cuz she was searching for something)
salar came in and changed his tone
" mein askta hoon andar??"
" jee bethay mein Sirf aik minute mein apko check krti hoon" she said so.
salar placed a chair next to her and started to stare at her
" jee kya huva hai AP ko( she said it while turning her chair) salar ap?AP Yahan kya kr rhy Hain??" aizal got shocked
" AP ne pocha kya huva hai mujhe,Dil ka masla hai,Dil nhi lag rha,dard e Dil hai' he romanticly replied and stood up,aizal also stood.
" hmm lekin mein tou Ek surgeon hoon,aesa krein AP Kisi cardiologist k pass chalay Jain" she said and hold his hand and start moving him towards the door
he turned back and held her hand,and pulled her close to him
" masla Dil ka nhi hai na Dil lagny ka hai wo tou Sirf AP k honay Say hi lagta hai warna pyaari cardiologists ki kaami tou nhi hai" salar teased her.
" hmm agar aisi hi baat hai tou phir jaye or Kisi pyari SE cardiologist SE dard e Dil k ilaaj krwa lein" she angirly replied and left his arm.
" hayeeee kya kro yaar iss dard ki dawa Sirf AP SE hi muyasar hai kya kro ab??" salar flirted
"acha tou ye dawa Ghar pe muyasar nhi thi Jo hospital SE mangny agay?" she raised her eyebrows and questioned
" Ghar pe tou muyasar thi lekin wo kya hai na k dawai hospital SE li jai tou zyada behtar asar krti hai" salar again flirted.
" salar,ye Meray working hours Hain abhi jaye AP Yahan SE mein AP ko time nhi di skti"aizal responsed
" mein Kuch nhi Kaho ga,I promise Sirf Ek side pe beth kr AP ko Dekho ga" he replied
" salar...."
"ab dekh b nhi skta??" salar questioned
she smiled and replied " dekh sktay Hain Sirf apki hi hoon Mr.salar, lekin samjhy na mein kaam kr rhi hoon abhi,AP jaye"
" Meri jaan AP meray sath nhi chal skti??" salar questioned
" ja skti hoon lekin phir mujhe overnight kaam krna paray ga phir apko Akela rahna hoga " aizal grinned and said so,
" nhi rehnay do mein ja rha hoon" he replied and sadly opened the door and went out.
aizal smiled and starts to do her work again.
after doing her duty,she packed her things and went out
she found salar sleeping outside on a chair in the waiting area.
she saw the receptionist and questioned
" ye kab SE Yahan Hain??"
"Dr ye tou gy hi nhi,idhar hi bethay huvy thy keh rhy thy k AP ka wait kr rhy Hain" she replied
aizal nodded her head and asked salar to wake up,he woke up In a blink of eye.
" salar ap Ghar nhi gy??"
" AP ka wait kr rha tha " he replied
"acha tou ab mein agi hoon chalain???"
" sure AP ne keh dia tou phir ab tou chalna hi paray gy "
they were talking while going out of the hospital
aizal questioned "waisay kab SE bethay Hain AP Yahan per Mr husband?"
salar replied "jab AP k room SE bahir gaya tha tab sE"
she angirly spoke"salar ap b na AP ko Ghar Chala Jana chahiye tha"
salar romantically questioned "kyun AP ka inteezar na krta"
"salar! AP b na"aizal spoke so and he interrupted "kya apko pata hai AP jab iss Tarah Meri care krti Hain na tou jism tou idhar rehta hai jaan Nikal jati hai"
" salar flirting tips Kahan SE li Hain AP ne??"
"AP bataein apko Kya lagta hai k Kis SE li hoon gi??"
"salar wo chotain Ek sawal krna tha AP hamesha mujh SE aesay hi Pyar krty rhy gy??" she hesitate ly questions
he smiles and replies "maloom hai k ye ishq azal SE nhi lekin itna keh doon k akhri saans tak mohabat krta raho ga,or agar mein badla tou Kasam tumhe iss mohabat ki palat kr na dekhna,agar mein badla tou mein munafiq or agar Tum palt gi so Tum kafir"
" mohabat mein palto na tou kafir kheli Jao gi,or agar mohabat mein daga kro gy tou tab munafiq khelay Jao gy.wada krein behtar milnay pr chotay gy nhi"aizal replied
"behtreen muyasir hai tou behtar ki talash kyun(aizal interrupted:wada krein chotay gy nhi) wada krta hoon kabhi nhi chodo ga, agar chod diya tou samjhna waqt guzar rha tha or agar na choda tou samjh Lena  Dilojaan SE mohabat ki thi Tum SE,ishq kro tou Kamal kro warna phir na kro"
"mohabat mein shak b hojy tou,darar peeda hojati hai ,Shaq ki nobat na anay dijiye ga"
"shak ki nobat aye tou kehna salar shirq Kiya hai AP ne umer Bhar b maafi ka talabgar rahoon tou b maaf na krna"
"salar mujh SE pehlay AP ki Zindagi mein koi tha??"
"aizal,Tum SE pehlay Kisi ki taraf Ek Nazar b nhi dekha Tum wo pehli or akhri larki ho jis ko dekh kr Kuch ehsaas mehsoos huva tha"
"or agar mein Ek sawal kro,apko mujhe SE Pyaar kab huva tha??"
he smiles " white dress,Galay mein dupatta,Baal bandhay huvy thy,Kuch Baal kaan k peechay thy,Nazar mein haya,lehjay mein narmi cute Sy earings pehnay, Ek larki stretcher k pass khari cheehk rhi thi k jaldi operation theater ready krein,bas us din  Dil har betha tha or mohabat ki BAAT kro tou wo tou har din hoti hai or byshumar hoti hai,(he smiles)waisay AP ko mujh SE mohabat kab huvi thi??''
" salar,sach Kaho tou pehli Nazar mein AP SE Pyaar nhi huva tha,jab mein ne AP SE sawal Kiya tha k AP sab Bana skty Hain,Meri painting kr dein gy tou AP ne bohat ehtraam SE jawab mein kaha tha k sab Kuch tou nhi par dilkash chehray zaroor bana skta hoon(he smiles)uss waqt AP mujhe bohat mamooli lagay thy(he makes an unsatisfying face) phir jab mein ne AP k hath pe bandage kr rhy thi chup chup kr Meri ankho mein dekh rhy thy AP,usse waqt pasand krny lagi thi AP ko,phir basit ne bataya k wo chot apko Kaisay lagi thi,Ek larki ko Ek admi tang kr rha tha AP ne usse larki ki izzat k khatir uss shaks ko mara tha,uss waqt AP SE Pyaar hogya,wo shaks Jo Ek gair larki ki izzat k khatir Bina Kuch sochay larny k Liye kud gya uss ki Nazar mein Meri ehmiyat kitni hogi bas iss baat ka taswar,wo Meray khatir kya kya kr skta hai,or jis ki nazry hi itni pakeeza hoon wo shaks,salar shadi k baad AP ne mujhe bohat mayoos Kiya tha,magar ab jis apniyat SE AP mujh SE juray har rishta har taluq ki izzat krty Hain na mujhe wo bohat pasand hai I really love you so much"
" I love you too Meri jaan"
"salar Ghar nhi Jana gari tou start krein"
"nhi abhi Ghar nhi Jana"
"phir Kahan Jana hai??"
" dinner krty Hain"
"mein tou ready b nhi hoon(she turns her mobiles camera on)"
" Meri jaan you are perfect the way you are"
she smiles and turns her camera off without looking at her
" chalay phir Mr husband Apne kaha k I'm perfect tou phir khud ko apki Nazar SE dekhti hoon"
" jab ye Nazar tumhe dekhti hai tou phir tou apnay nazron ki b Nazar utrni parti hai"
she smiles again
he stops at traffic light that an old women came to there car holding garlands(gajry)
and says" beta apni biwi k Liye gajray ly lo Khuda hamesha apki juri salamat rkhy mashallah bohat pyaaray ho ap dono"
he gives money for the garlands.
salar makes her wear the garlands
" kitny pyaaray phool Hain"
"Tum in pholo SE b zyada pyaari ho"
the women still stares them
"amma jee humaray Liye Dua krye ga"
"Allah ap dono ki juri salamat rkhy hamesha,Nazar na lagy kabhi bhi"
"Ameen"
he starts the car after the women left
they went to a restaurant
salar went in first and asked for the reservation
the receptionist leads them to the table
salar dragged the chair for aizal
they were silently sitting and talking that all of sudden basit and misha came to the same restaurant
after seeing her aizal stands up to meet her,salar also stood up to meet misha
aizal hugs her, salar greets her aizal moved her hand towards basit but he ignores her and said"misha chalain"
salar got furious and held aizals hand
basit moved forward,salar without thinking for a second rushed to him and punched him at his face
"TU khud ko samjhta kya hai?Teri larai Meray sath hai na tujhe koi ikhtiar nhi ponchta k TU aizal ki insult kr samjha"
basit smiled and responded looking towards aizal " mujhe Laga tha k Tum Meray khatir isse chod doon gi par Jo larki apnay maa Baap ki sagi nhi wo Meri kaisay hoskti hai"
"kya Tum kehna kya chah rhy ho basit"aizal questioned
" mujhe pe yakeen nhi hai na apnay parents SE poch lo k Tum kis ki beti ho"aizal felt so bad and hurt at the moment that she rushed outwards salar first saw towards basit and then goes after her
"aizal,wo bakwas kr rha hai aesa Kuch nhi hai,I promise aesa Kuch nhi"
"salar agar aesa hai tou Kuch farq nhi parta,bas mein sach Jan na chahti hoon"
"yaar bakwas kr rha hai wo jhoota insan hai,agar Tum adopted hoti tou tmhry parents Tum SE itna Pyaar na krty mujh SE Meray sagay parents itna pyaar nhi krty yaar wo bakwas kr rha hai"
"Wohi tou agar mein adopted thi tou wo mujh se itna Pyaar krty Hain mujh un ko thanks krna hai,mujhe mama k Ghar ly Chalo"
"abhi??"
"haan, abhi"
"theek hai Chalo"
"hmm"
they sat in the car,aizal said nothing salar stared at her,
After sometime,they reached her room as she gets out of the car,suddenly her phone rings
she had a call from an unknown number
she picks up the call
"hello AP aizal baat kr rhi hai??"
"jee"
"AP k parents ka accident hogya hai,un dono ki accident k Duran death hogi hai"
she gets tears in her eyes and her phone drops from her hand,salar came out of the car after parking it
he saw her and questioned
"aizal kya huva??"
she sits on the road and screams
"salar mama baba mujhe hamesha k Liye chod kr chalay gy Hain"
______________________________________________________________________________hope you like it
Make sure to vote for it
Love you guys so much
Thanks for reading

Please guys check my other novel hope you find it exciting too

qalb e ulfat Where stories live. Discover now