Chap.17

56 5 0
                                    


school uniform mein ghoongraly balon wala Ladka bench ke pass Khada tha aur ghutnon ke bal Uske Samne uniform Mein Ek Ladki Baithi Thi Aur Uske Aansu saaf karte hue poochh rahi thi

" Kisne Mara hai
Mujhe Batao main abhi usko Dekhti hun uski Himmat Kaise hui ki voh Hamare saadi ko Mare idhar Dekho main hun na Tumhare sath
Tumhari support protection ke liye"

voh fikarmandi aur
gusse se kah rahi thi

______________________________________
* Yaad khatam *

" Main theek app "

Saadi usama ki awaz par chonka
FIR Samne Aakar baith Gaya aur Phoolon ko mez per rakh kar bola

"aapko Yad tha ke mujhe Susan flowers pasand hai "

Zumar Ne Sar Ko Kham Diya
boli Kuchh Nahin

Nudrat khane per israr karne lagi
Or phir chai pay to wo Bas ek Cup chai ke liye Razi Hui

Haneen saadi ke sath jakar baith Gai shikwa amez nigaho se zumar ko dekha Magar khamosh rahi

"Mujhe ye card Dena tha hashim ne diya hai tumhare leye "

Kehte Hue usne card Saadi Ki Taraf barhaya

saadi to chonka he magar haneen ziyada chonki uska Dil zor zor se dharak ne laga tha

" Hashim Ki Beti Ki Saalgirah hai usne bahut Israr kiya tha to maine Tumhari taraf se hami Bhar li mujhe umeed thi ke tum log aao ge "

Haneen Saadi Ke kandhe per se Jhuke card dekhne Lagi

saadi ke tasurat ab vo Nahin rahe the usne bilkul Khamoshi Seh card per sunehri imaraten Parhi FIR card haneen ki taraf Barha diya

"Hashim bhai Mujhe Apni party mein Kyon dekhna Chahenge phopho ? "

"Tum Uske rishtedar ho "

saadi phika Sa Muskuraya

"Hashim bhai ke Jehan Mein Har kam ki koi Khas vajah zarur Hoti Hai barhal ap unse mazrat Kar lijiyega Ham Nahin a sakege "

Haneen ke card parte hath be ikhtaiyar ruke or saadi Ko Dekha uska Chehra ek dam Bujha gaya magar

" Ghar Ki Baat Hai Saadi pahle Bhi To Jaate Rahe Hon unke ghar "

"Ghar mein hai function"
Saadi ne chokanna ho kar baat Kati or haneen se card le kar dekhne laga
Aankhon Mein Kuchh chamka tha FIR voh Sambhal Gaya or bola

" okay Ham aaenge "

voh normal Andaaz mein muskuraya

Haneen sari narazgi Bhul kar
Dobara card dekhne Lagi Osama bhi Aakar uske sath baith Gaya

" black aur gold theam hai matlab
Ham sirf siyah or sunehra rang pehen sakte hai " wo usama ko batane lagi

Ek dam usne Saadi Ke Hath Ko Dekha jismein usne kitchen Pakdi hui thi zumar bhi Vahi dekhne Lagi aur saadi ne bhi gardan Jhuka Kar use hi Dekha voh teen chabiyon ke sath Rang Mein 3 inch ka sahmati Diamond ka purvaya tha wo 2 inch mota tha or upar se gol niche se treeKon kisi hire ki tarha wo roshni mukarij karta tha or uspar sunehre haroof se likha tha

Ants ever after
Hamesha ke liye chutiya

Zumar ke Labon per Udaas Muskurahat ubhri

"Tum abhi bhi chutiyo par yakeen rakhte ho?"

"Main Unhin chijon ke liye Jita hun Jin per yakeen rakhta hun "

Usi udaas Muskurahat ke sath saadi ne us siyah hire ko dekha

Chai aye aur Saat Kabab cake aur do ek chize Magar Nudrat ke idrar ke bavajud zumar Ne sirf chai uthai or ghunt ghunt peene lagi

"Yeh kardars karte kya hai Inka business kis chij ka hai "

card mein meher haneen ne poochha uski nazre hashim ne Naam or uske sath darj mobile number per Jami thi

Phir ek dam se bijli Chali Gai aur Har Roshni ke bujh jane ki Khamosh Awaaz Sunai Di phir UPS chala or pankhe ka kar kar ki awaaz Karta ghumne Laga
shaadi Halka Sa muskuraya
aur sar jhataka

" quick oil curtain ke sarvara hai "

"curtain kya hota hai "

haneen ne be ikhtaiyar pucha or phir Jaise phopho Ke Samne apni Kam aakli par Sharminda Hui

" Aise Samjho Jaise market Mein burger ki teen dukane hon "

Zumar ne narmi se Kehna shuru kiya

Aur do dukanen 50 ka burger beche aur ek 40 ka to zyada kiske bikenge

" 40 wale ke "
Haneen ke Labon se phisla
Wo sari narazgi Bhool gayi thi

" Bilkul magar paise Kam lagane ki waja sey us 40 wale ko koi munafa nahi hoga or baki dono waise he nuksaan main rahe ge phir ye teeno ek group gani curtain banaa Lenge aur yah Tay kar lenge ki teenon dukanen ek hi kimat per burger bechain gi ine teenon ko Karobar Milega aur teenon jab Chahe kimat ekatthi badhane Logon ke pass koi dusra option Nahin hoga to vah mehnga kharidne per bhi majboor honge "

saadi ne muskurate hue izafa kiya

" Hashim bhai Yahi karte hain voh Mulk ke Tamam Oil Companies ke Curtain ko lead karte hain aur yeh Tel se bijli Banakar Hukumat ko bhejte hain aur jab Inka Dil Hai bijli ki kimat Bara dete hai Aur FIR yeh hota hai "
use Abru Se pankhe Ki Taraf Ishara Kiya Jo UPS per chal raha tha

Zumar ne gehri sans andar khenchi

" Mera nahi khayal ke energy ke khitje ki waja oil companies hai Yeh Thakur project or Science Ki Jung Nahin Hai phopho Yah koyle aur Tel ki jang hai "

Mujhe yakeen Hai Hashim party mein sunehri rang Behne ga ek Bacchi Ki Saalgirah ko black aur gold ka touch dekar voh log sirf Duniya Ko Apne mazbut Aasab dikhana Chahte Hain Siya aur sunhara yani Koyla aur tel.

______________________________________

Don't forget to vote lovelies ❣️.

Namal By Nimra Ahmad || Roman English Where stories live. Discover now