Chap.20

120 3 0
                                    


hamara saadi / namal part 4

Ab na Fursat hai na Ehsas Hai humse

______________________________________

Aasman per syahi fail rahi thi wo study table files failaye Baithi Thi Halki Si Aahat use Sar uthane per majbur Kiya Baba wheel chair ghasite Andar a rahe the zumar be ikhtaiyar Khadi ho gai

"aapke Bulane per na Aati
jo aap khud a gaye "

Pashant se Shikva Karke voh wheel chair piche se Tha Main Samne Lai aur FIR Khud mukabil sofe per Paon uper Karke baith gai Bade Abba muntazir Nigahon se use dekh rahe the

"kya usne khana Nahin poochha Jo Sham Mein Tumne Wapas Aakar khaya "

" Maine yah Nahin Kaha Tha Ki Main kha kar aaungi khana matter nahin karta "

ghungharyali lat ungali per Lapete usne jawab Diya

"Kya voh Khush tha ?"

"aapko Din Mein Do dafa to phone karta hi hai poochh lijiyega "

FIR donon ke bich Khidki ke bahar Pahli Raat Jaise Khamoshi Chha gai bare Abba Muntazir se use dekh rahe the

"fir baat aapne Shuru karni hai ya Maine aur Agar aapne ki to kitne fikra ki tamheed bandhenge? "

Usne Itmnaan Se poochha

" Zumar shaadi kar lo "

voh asarda Se bole

"Aaj aapne tamheed hi nahin Bandhi "

usne Kushan uthakar God main rakha

"Kab tak use Tute Rishte Ka Sog manaogi Meri bacchi Meri Maut Aasan kar do ab bus kardo"

"Aap Jante Hain Main jajbati blackmailing Mein Nahin Aaya Karti Jab Mujhe karna Hogi Main Bata Dungi vaise bhi ab main
Bhurhi ho rahi hun Kaun Karega Mujhse Shaadi ? "

" 2 4 Saal Mein vakai Burhi lagne lagogi main is takleef ke sath Nahin Marna Chahta "

" Okay Abba saaf saaf
baat karte hain "

usne kushan Pade Rakha pair niche kiye tang per tang Jami baal Kano Ke Piche hadse aur gehri Sans Li
Voh Wapis district prosecutor ke roop Mein Chali Gai thi.

" Aap meri shaadi Kisi bhi x y z se Karva Den main kar Lungi FIR chan din Mein Mazeed badDil Ho jaaungi zyada bezar aur Tala voh Mujhse tawakaat bandhega Jo Main Puri Nahin karungi main Aisi hi Rahungi voh Shuru Mein bardasht Karega kahega Mazi bhula do main kahungi shaadi ki tab bhi is se nahin Nikli thi abhi waqt lagega voh Sabr kar lega Magar FIR jald hi Sabr Kho Dega gussa Karega Hath uthaega Nafrat Karega teen mah Mein Ghar Se Nikal dega aur Main Yahi Aakar Baithi hongi ab bataen aapke liye kya Jyada takleef De hoga ?"

abba ne Dukh se use Dekha

"kya tum apni shaadi ko Kamyab banane ki koi koshish Nahin Karogi"

" is face se Nikali hi nahin to Kaise karungi "

"kab nikaloge is face se ?"

"aap mujhe jante Hain jab mere upar Kuchh Tari Ho Jaaye To Mere Liye usko jhatakna Namumkin Hota Hai main usi ko apni zindagi banaa Leti hun aur jab Aakhri dafa Humne Yahi bahas ki thi to 2 din tak Ek dusre se baat nahin ki thi is dafa Kitne Din Ka Irada Hai ? "

Abba ne asbat main sar hilaya

" Magar Tum koshish to Karogi na is face se nikalne ki ?"

"Main 4 Saal se koshish kar rahi hun main bahut truma se Gujari hun Mere gurde zaya Ho Gaye taiyar shaadi cancel Ho Gai voh Hamad Mujhe Chhod Kar Chala Gaya Bimari Ke Alam Mein voh Waqt bahut bura tha Abba main Aage Nahin badh sakti jab tak use Waqt Ko Bhula Na do mujhe kuchh time de "

Wo Sar hilate Hue Wapis Palat Gaye zumar Dukh se unko Jaate Hue Dekhti Rahi Magar voh Khud bhi bebas thi

Raat Ka siyah Parda Sare Gunah Sare aeb Chhupa chuka tha

Aise Mein kardar ke unche ghar ki sari Battiyan Roshan Thi Jawahrrat Bareek heel se Tej Tej Chalti dining hall Mein ayi to Katar Mein Khade mulazim Jaise Usi ke Muntazir the

Fiyona Ne Aankh Se Ek Sar jhukaye kharif lap hi nahin mila Jama ki taraf Dekha jawaherat muskurati Hui Uske Kareeb Gai to usne Philippino Mary NGO Ne sar uthaya

"kya tum use jauhari se mera necklace Le I Ho Jisko Tumne voh becha tha ?"

sarsarahi si Muskurahat ke sath usne poochha Mary Ne sirf surkh zada aankhe uthaen

" yas ma'am "

aur dabba aage kiya FIR khola

Jawaherat ne Do ungaliyon per voh necklace Utha Kar Dekha Hero ka Najuk necklace Vaisa hi tha

" aur Tumhari chori ka ilm hone per Maine Tumse Kya Kaha Tha ?"

voh ungaliyon Mein masalkar necklace ko dekh rahi thi.

"Yahi ma'am ke Agar Main necklace Wapis La Dun to aap meri agency Ko Nahin bataenge Aur Main Ijjat tarike se apne Mulk Wapis Ja sakungi "

voh darte darte Boli jawaherat ne Sherni Jaisi Aankhen Utha Kar use Dekha

"To fir khush ho jao Kyunki Main Tumhari agency ko pahle hi Sab Kuchh Bata chuki hun kal Tumhen yahan se depot kar diya Jaega aur tum Dobara zindagi Bhar yeh Naukari nahin kar sakogi Kyunki Mere najdeek iski ahmiyat yeh thi "

Kahate Hue Jawaharat Ne necklace Uchhal Diya voh udkar Ek Majnu hi paudhe ke gamle mein Ja Gira

"wafadari Se Barkar Kisi chij Ki ahmiyat Nahin Hoti Mary ab tum Ja sakti ho "

usne tamkhi se hath se fiyona ko Ishara Kiya Jo Shauk aur sadme se Chur mary ko vahan se le Jaane Lagi Kisi Mulazim Mein Himmat Nahin thi ki gamle mein gire necklace ko dekh bhi Leta

Jawaharat Usi Tarah Chalti Hui hall cross Karke Lounge Mein ayi or Chehre per Masoom Majra Tohana Muskurahat sajae Faris Ko mukhatib Kiya Jo painting Ke Samne Khada tha
VOh abhi abhi aaya tha

"Tumhen Dekhkar bahut Acha Laga Faris tum theek to Ho "

Faris ab jawaherat ki taraf palta to
Jawaherat Uske kandhon ko Tham Kar Kisi Bacche Ki Tarah use Apne Samne Kiya

"tum kitne kamjor ho gaye ho apni Rangat to Dekho "

vah Jo beneazi se use dekh raha tha Jara Sa Sar jhataka

"theek hun Mere portion ki Chabi ?"

"of course voh mere pass hai main uski Safai karvati rahi hun Magar Tum Dekh Rahe Ho partiyan Kareeb hai aur Sara staff masroof hai mujhe Jaise hi Tumhari aamad Ka Pata Chala Maine gest room set Karva Diya Hai"

"aunty Main Apne Ghar Jana chahta hun "

usne Jaise bezari Ko zahir Na karte hue Kaha

JawaheRat ne Muskura kar usko Baju se thame Aage barne Lagi
voh Khamoshi se Sath chalta raha

"kya tum mujhe sirf ek Hafte ke liye apni mehman dari ka Hak bhi nahin Doge Tum jante ho Tumhari Rihai ke liye Maine aur Hashim Ne bahut koshish ki Magar Meri Jaan Ham Kya Karte Nizam bahut kharab hai I hope Tum Humse Khafa Nahin hoge "

"Nahin Aisi Baat Nahin Hai "

voh ravandari Mein Aakar Ruka jawaheRat ne muskurate Hue fiyona ko Ishara Kiya usne fauran darvaja khola andar Sajaya Kamra taiyar tha

"party ke bad Tumhara poshan taiyar Karva Dungi Tum Aaram karo hmm "

faris Khamoshi se andar Chala Gaya voh Shayad Khud Bhi Apne Ghar Se Bachna Chahta tha darvaja band kar diya

JawaheRat Ki Muskurahat simti Aankhon Mein IsTarab ubhra aur gudhan oh Palti to beruni darvaje se hashim a raha tha.

________________

Don't forget to vote.

Love from Saleena ❣️

Namal By Nimra Ahmad || Roman English Opowieści tętniące życiem. Odkryj je teraz